Banjaara Lyrics From Movie Ek Villain (2014)
Song :
Banjaara
Movie : Ek
Villain
Year : 2014
Singer :
Mohammad Irfan
Lyricist :
Mithoon Sharma
Duration :
05:35 Minutes
Jise Zindegi
Dhoondh Rahi Hai
Kya Yeh Woh
Makam Mera Hai?
Yahan Chain
Se Baas Rook Jaaun
Kyun Dil Yeh
Mujhe Keheta Hai?
Jaz Baat
Naye Mile Hai
Jaane Kya
Asar Yeh Hua Hai?
Ek Aas Mili
Phir Mujhko
Jo Qabool
Kisi Ne Kiya Hai!
Haan…
Kisi Shayar
Ki Ghazal
Jo De Rooh
Ko Sukoon Ke Pal
Koi Mujhko
Yoon Mila Hai
Jaisa
Banjare Ko Ghar
Main Mausam Ki
Saher
Yah Sada
Mein Dopaher
Koi Mujhko
Yoon Mila Hai
Jaisa
Banjare Ko Ghar
Hm…
Jaise Koi
Kinara, Deta Ho Sahara
Mujhe Woh
Mila Kisi Mod Par
Kio Raat Ka
Tara, Karta Ho Ujala
Waise Hi
Rosan Kare Woh Sehar
Dard Mere Woh
Bhoola Hi Gaya
Kuch Aisa
Asar Hua
Jeena Mujhe Woh
Phir Se Woh Shikha Raha
Hm…
Jaise
Bearish Kar De Tar!
Yah Marham
Dard Par
Koi Mujhko
Yoon Mila Hai
Jaise
Banjare Ko Ghar
Naib Mausam
Ki Sehar
Yah Dard
Mein Dopaher
Koi Mujhko
Yoon Mila Hai
Jaise
Banjare Ko Ghar
Muskurata
Yeh Chehera, Deta Hai Jo Pehera
Jaane
Chchupata Kya Dil Ka Samandar?
Auron Ko Toh
Har Dum Saya Deta Hai
Woh Dhoop
Mein Hai Khada Khud Magar
Chot Lagi
Hai Use Phir Kyun Mehesoos Mujhe Ho Raha Hai?
Dil Tu Bata
De Kya Hai Erada Tera?
Main Parinda
Be Sabar, Tha Uda Jo Dar Badar
Koi Mujhko
Yoon Mila Hai
Jaise
Banjare Ko Ghar
Main Mausam
Ki Sehar
Yah Sada
Mein Dopaher
Koi Mujhko
Yoon Mila Hai
Jaise
Banjare Ko Ghar
Koi Mujhko
Yoon Mila Hai
Jaise
Banjare Ko Ghar
Jaise
Banjare Ko Ghar…
Jaise
Banjare Ko Ghar…
Jaise
Banjare Ko Ghar…
If you like the lyric of this song, we request you to share this lyric to your friends by Social Sites.
Put your valuable comments below, we appreciate your comments, Your comments will help us to improve this website in future
0 Comments